Tuesday, May 8, 2012

sukh aur dukh: insights from Sarvasar Upnisad and Japuji Sahib

Sukh bhi wohi deta hai, dukh bhi wohi deta hai. Jab MAIN hai, to sab sukh aur dukh hai, jab MAIN hi nahi, to Dukh kya Sukh kya, kyonki, ye dono wahin hotey hain, jahan MAIN hota hai. Kyonki, mujhe lagta hai aisa hona chahiye- jab aisa ho jaye, to sukh, nahi to dukh. 
Agar sab parmatma hi ka khel hai, (nirankar, onkar) tab sab ek samaan. Jeet bhi uski , maat bhi uski. aasha bhi uski, niraasha bhi uski.

No comments: