Wednesday, August 26, 2009

kash-m-kash

Bheed bhaad ki iss duniya mein, hun saraaye main dhoondhta,
kabhi yahan, to kabhi wahan, hun sukoon main dhoondhta..
Kabhi farz karta aisa koi raasta, jo khud hi ek saraaye ho,
par thumm jaata yeh soch kar, kahin na paaun apne aap ko,
bheed bhaad main dhoondhta.

2 comments:

Divesh said...

"bagiya bagiya baalak bhaage.. titli phir bhi haath na laage
Is pagle ko kaun bataaye.. dhoondh raha hai jisko jag mein, koi jo paaye to mann mein hi paaye" - by Javed Akhtar

Monica Gulati said...

Wah!! bahut hi Umda! bahut khoob :)